Posts

Yaadein

Lyrics : Baate ye baate ye baate tumhari Main bhoolu kese sari yaaden tumhari Kabhi kabhi rachta ye juthi kahani main Tum aaogi waps aur khedogi baate wo dilki ab saari Ha main abhi bhi wahi par ruka hoon Dhoondu main tujko main khudh se khafa hoon... Tu maan na maan main tujse juda hoon Dekh le mudke tu 1 dafa Na jaane tere dar pe main kabse khada hoon... Teri yaadon ke sadd main main khoya rehta hoon... Ked kar ke main kudh ko 1 kamre main roota rehta hoon... Ye Aakhen bhari huii aur sase baichen Dekhi teri tasvir phir bhi na milta ye chain.. Duniya keliye main jeeta hoon kaal sa Andar se tut chuka hoon main kaach sa Likh deta sari ki sari hamari ye bastann Par dil ne kaha ki tera aur uska ab koi na wasta....
Recent posts