Lyrics :
Baate ye baate ye baate tumhari
Main bhoolu kese sari yaaden tumhari
Kabhi kabhi rachta ye juthi kahani main
Tum aaogi waps aur khedogi baate wo dilki ab saari
Ha main abhi bhi wahi par ruka hoon
Dhoondu main tujko main khudh se khafa hoon...
Tu maan na maan main tujse juda hoon
Dekh le mudke tu 1 dafa
Na jaane tere dar pe main kabse khada hoon...
Teri yaadon ke sadd main main khoya rehta hoon...
Ked kar ke main kudh ko 1 kamre main roota rehta hoon...
Ye Aakhen bhari huii aur sase baichen
Dekhi teri tasvir phir bhi na milta ye chain..
Duniya keliye main jeeta hoon kaal sa
Andar se tut chuka hoon main kaach sa
Likh deta sari ki sari hamari ye bastann
Par dil ne kaha ki tera aur uska ab koi na wasta....
Comments
Post a Comment